#Apna #Time #Aayega #Gully #Boy #Ranveer #Singh #Alia #Bhatt #DIVINE #Dub #Sharma #Zoya #Akhtar
Uth ja apni raakh se Tu ud ja ab talaash mein Parwaaz dekh parwaane ki Aasmaan bhi sar uthaayega Aayega Apna Time Aayega Meray jaisa shaana lala tujhe na mil paayega Yeh shabdon ka jwaala meri bediyyan pighlaayega Jitna toonay boya hai tu Utna hee toh khaayega Aisa mera khwaab hai jo
Darr ko bhi sataayega Zinda mera khwaab Kaise tu dafnaayega Ab hauslay se jee ne de Ab khauf nahin hai seenay mein Har raastay ko cheerengay Hum kaamyaabi chheenengay Sab kuch mila paseenay se Matlab bana ab jeene mein Kyon? Kyonki apna time aayega, Tu nanga hi toh aaya hai kya ghanta le kar jaayega.
Apna time aayega Apna time aayega Apna time aayega Tu nanga hi toh aaya hai kya ghanta le kar jaayega. Apna time aayega Apna time aayega Apna time aayega Tu nanga hi toh aaya hai kya ghanta le kar.. Kissi ka haath Nahin tha sar par yahaan par aaya khud ki mehnat se main
Jitni taakat kismet mein nahin Utni rehmat mein hai Phir bhi ladka sehmat nahin hai Kyonki hairat nahin hai Zaroorat yahaan marzi ki aur jurrat ki hai Taakat ki hai Aafat ki Himaakat ki Ibaadat ki Adaalat yeh Hai chahat ki Mohobbat ki Amaanat ki hai Jeetnay ki ab Aadat ki hai Shauhrat ki ab
Laalach nahin hai Teray bhai jaisa koi Hardich nahin hai Iss Harkat ne hi barkat di hai, kyon? Kyunki apna time aayega, Tu nanga hi toh aaya hai kya ghanta le kar jaayega. Apna time aayega Apna time aayega Apna time aayega Tu nanga hi toh aaya hai kya ghanta le kar jaayega.
Kya tu nanga hi toh aaya thhaa, Kya tu ghanta le kar jaayega. Apna time aayega, Apna time aayega na. Apna time aayega Apna time aayega Apna time aayega Tu nanga hi toh aaya hai kya ghanta le kar jaayega.
0 Comments